LETTER 2 FUTURE
手紙がすでに送信されました : 21806
手紙のランダム
人気上位
最新
最遅
差出人: sarvagya jain
作成 : 11-06-2012
送信されます : 12-07-2012
HI MAYANK. KAISA HAI? me sarvagya hu banswara rajasthan se. me thik hu or yar tum sub ki bahauth yad ati hai.bahauthh maje kiye apan logo ne chaitanya dham me . tu ,me, apurv , jambu apan charo pure time masti hi karte rehete the or dusro ke bhi maje liya karte the jaise auntiyo ko bar bar jai jinendra kehena or unko pareshan karna...........h ha ha a. tu bata ab banswara kub aa raha hai?? tu yaha aa ja masti karenge .
i will miss u.
jai jinendra
sarvagya jain
共有する :
 
戻る
 
 
 
今日のフレーズ
 
約束を立てる
 
手紙の作成